पीवता नाम जो जुगन जुग जीवता,
नाहिं वो मरे जो नाम पीवे।
1. काल व्यापे नहिं अमर वो होएगा,
आदि और अन्त वो सदा जीवे।
2. संत जन अमर हैं इसी हरि नाम से,
इसी हरि नाम पर चित देवे।
3. दास पलटू कहे सुधा रस छोड़ के,
भया अज्ञान तू छाछ लेवे।
peevtaa naam jo jugan jug jeevtaa,
naahin vo mare jo naam peeve.
1. Kaal vyaape nahin amar vo hoegaa,
aadi aur ant vo sadaa jeeve.
2. Sant jan amar hain isee hari naam se,
isee hari naam par chit deve.
3. Daas palṭoo kahe sudhaa ras chhod ke,
bhayaa agyaan tu chhaachh leve